Hello dosto
firse ek bar hajir hu apke questions ke answer leke , jiske ware me ap janna
chahte he jiske ware me ap ko pata nahi he, ap kuch bada kam karna chahte he to
most welcome ,aise hi sawal hum aha per lekar ate he hum yaha per ap sabhi ke jawab lekar ate he.
Namskar dosto
mera name he suresh kumar or ap sabhi ka
whatsapplines me ek bar firse swagt
he ,agar intertainment ki bat ki jaye to
hamari life ka bahot bada part he jo life me ane wale tantion ko dur karne me kafi madad kar ta he .
intertainment ke bahot hi idea se bahot hi gadgets he jaise ki redio,tv,
smartphones, he or in mese hum kisi na kisi gadgets se jude rahte he .or in mese
ek importint source he tv jisme hum sabhi jude rahte he or vo har gar ka hissa he or is se chahne walon
ki sankhya bhi bahot he kyo ki is tv me hame sab kuch mil jata he kartoon,sireal,movies,news,gane or bhi bahot kuch,or
khas bat to ye he ki tv me bahot sare fetures updates hue he isiliye hum tv ke remot se channel change karke thak jate he lekin channel khat
honeka name hi nahi leta ,to esi liye hame tv ke remot ki madad se koi bhi channel dekhna ho to hum asani se us channel
per pahoch jate he to or job hi kuch
hame dekhna he ho hum tv pe dekh sakte he , or gor karne wali ye bat he ki har alag cetogary pe apna apna
alag se channel he jaise ki ek channel
he khana banana ki to ek chanel
he yaga ki istarah sabhi qetogary kea lag alag channel he or ye bahot achhi bat he. Lekin ap bhi apna
alag se tv channel bana na chahte he to ap wo bhi bana sakte he or aj hum iske
ware me hi bat karne wale he to chaliye hum suru karte he aj ki ye post ,or
dosto ap bhi apna khudka tv channel bana na chate he to ye post last tak read
kar lijiye.
Tv channel kya he
Tv channel bana ne se pahle jan lijiye kit tv channel
kya he ? jis tv dairect remote se on ho
jata he or iska procces kuich aisa hota he
ki ek tv channel ek teristeial
frecvency hota he ya ek wor chual number
jis per tv station ya tv network
ditributer kiya jata he ya es tarike se
bhi samaj sakte he jaise ki redio station
kea lag alag frivency hote he jo unke
name me samil hota he jaise ki redio mirchi
98.3 and redio city 91.1 ,to esi
tarike se tv channel ko bhi ek fix
fricvency di jati he jis per vo channel
suru hota he ,to ab ye janna he ki khudka tv channel kaise suru kiya ja sakta
he to dosto khud ka tv channel start karna pahle bahot asan hua kartra tha lekin jabse
suchna or prasaran mantralay ka nirdesh jari hu ye he tabse
ye process utna asan nahi rahe gaya he
kyo ki 2014 me kuch rules ko
follow karke khud ka tv channel start karna possible ho sakta
he , bahot se tv channel gov. ment dwara chalaye jate he to bahot hi tv channels privet hatho me hote
he,or privet company naye naye ideas ke
sath naye naye tv channel lounch karte
rahte he jisse darshako ko naye naye
internainment ke option milte rahte he ab
bat karte he kit tv channel kaise banaye
Tv channel kaise banaye
Sabse pahle dosto tv transmition mode select
karna padta he iske bad legal essue
contracs ko hendal karna hota he
tv transmition ke do popular types he convensnal or modern .
Kanvesnal system me analog terrestrial
tv,digital satellite tv or cable tv ate he or modern systems me digital
terrestrial tv ,video on demand or internet tv channel ate he apne ricvired according
inme se tv transmition mode ko select
karna hoga per ab swal ye he
ki tv channel ko suru karne keliye
badget kya hona chahiye to yeto ap bhi
samaj gaye hoge kit v channel ko suru karna koi chhota sa bisuness suru karna
nahi hota balki kafi bada project hota he
or suru at ka budget apke tv type pe dipend karta he
Sabse badi bat to ye he kit v channel vahi
company khol sakti he jiska budget kam se kam 5 crore rupye ho jaise ki koi
news tv channel kholi jaye to uska network kamser kam 20 crore rupey hona
jarury he agar apki company condition ko pura karty he to ap licenc ke liye
apply kar sakte he or licence mil te hi apko 1 sall me apka tv channel banana
hoga
Ab tv channel ki licenc lene ki bat ki jaye to
aha per uplink ki jarurat pad sakti he jisme channel suru karne ke kiye puri jankari di jati he is
step ko pura karne ke bad apki company tv channel suru karne keliye ministry of
information broadcast oficialy work kar sakty he or agar apki company ek news
channel ko sureu karna chahty he uplinking ka process vesahi hota he jaisa ki
internaiment channel ka hota he lekin iskeliye apko NOC ki jarurat bhi hogy ,iske alava tv channel ko suru karte time apko
channel ke share holding titenc or
content ka approval se jude kai form submite karne hoge to aiye bat karte he contract ki tv channel suru karne per apko bahot hi
organisention ke sath contract sighn karna hota he jisme sabse pahla contract
gov. department ke sath kiya jata he jo
intertainment industry ko regulet karta he
iske bad broadcast contract sighn karna hota he or ye dono hi contract ek fix time ke bad
renew bhi karna padta he ,iske alawa producer or tv ke movies ke content owner
ke sath bhi agryment ko bhi sighn karna
padta he jaha tak channel ke revenue
ki bat he to kai option hote he jaise ads revenue or
sponcer ship or tv channe lads chalakar
bahot sari earning ki jaski he or
prayojit program chalakar sponcership karke bhi earning ki jaty he
To tv channel suru karne ker liye apke pas ek
bahot badhiya bisuness ideas bhi hona chahiyu or sirf money invest karne se
safal bisunnes man nahi ban sakte iske liye ek team or bisuness ideas bhi
chahiye
To dosto kaisa laga ye post comment karke jarur
batayega or sath me apne dosto ko bhi share kare
very nice post https://www.bollytab.org
ReplyDeleteThanks
DeleteYou actually make it look so easy with your performance but I find this matter to be actually something which I think I would never comprehend. It seems too complicated and extremely broad for me. I'm looking forward for your next post, I’ll try to get the hang of it! ukiptv
ReplyDelete